Friday, April 23, 2010

anuo's story :)

Kal meri danton ki surgery hoi thi is wajha say meray dant may bohat dard hora ha tha aur khon bhi nikal raha tha tou ami nay meray liye jetspot mangwai.

Ab woh auno( meray bhanjay ) nay dekhli phir yeh hua k bijya (aunn ki mom) nay auno ko samhjaya k khala ko lag gaya hai is wajha say yeh icecream khala ka hai aur auno man gaya.

Phir jab manay khani shuro ki tou eman(auno’s ki bari behan) agi aur kaha k mujhy bhi chiye tou manay us say bi yahi kaha k meri chot lagi hai tou eman khanay lagi k khala bus may thori si khaon gi aur meray samnay hi beath gi . Ab may itni bhi zalim nahi k khud khaon aur us choti si bachi ko na don tou may aik bite khud lati aur dosri eman ko dayti.

May dosri mangwa bhi nahi sakti thi kun k hamaray area ki light chali gi thi aur dukandar frigh nahi kholtay h baqi kharab ho jain gi khair mujhay bech may khayal ayea k auno bhi bula laati hun .phir manay kaha k choro woh andar kamray may hai, us ko rahnay do.

Khair hua yeh k auno chupkay say bahar ayea tha aur us nay mujhay aur eman ko dekha aur chup chap wapis kamray may ja k phalay bohat sad face bani phir chup chup k ronay lagay us k ma aur baap nay puchnay ki bhi koshish ki lakin woh nahi mana aur rota raha.

Phir bijia nay mujhay bulaya aur pucha k tum nay aun ki koi cheez chini hai manay kaha nahi . Mujhay achanak say yeh khayal ayea k kain is nay humain khatay huye dekh tou nahi liya
Khair woh mujh say bohat buri tarhan kafa ho gaya tha lakin may bhi us ki khala hun , us ko chocolates aur toffee ki bribe day k mana hi liya :) aur us say dubara say dosti kar li :) pata hai us say dono cheeks pay kiss bhi liya takay hamari dosti paki ho jaye :D

Friday, April 9, 2010

Faith

Today someone ask me "What would i do and feel, if i know that the next breath i m abt to draw will be the last."

In reply i close my eyes and start imagine what if there is some toxic gas in my room and i m going to die because of it .

The 1st thing that came into my mind is "I will ask forgiveness from ALLAH and than take the deep breath to feel the life last time :) "

Than I start thinking about weather it is good or bad? Why m I not afraid of dying? I m not very pious person, and not very religious person either than y didn't I feel fear? Why am I ok with weather I live or die?

Than I remember my feeling when i was in 9th, exams are near but my preparation of chemistry is very very bad, it seems like I m going to fail my paper but still I go and give paper by some miracle I pass that exam.

Same is the case with me now, even though I m not prepare but I have faith in ALLAH‘s generous nature and I m hoping that HE would forgive me. Regardless of weather I deserve it or not .
What if ALLAH just forgive me because I have faith in HIM :)